1. Bismillah Ki Ahmiyat Aur Fazilat Sources ke mutabiq, jab bhi kisi buzurg ne salasil ke andar kisi ki rohani tarbiyat ki hai, tazkiyah ke baad zikr par laya hai to unhein “Bismillahir Rahmanir Raheem” ka sabaq ta’leem kiya gaya hai. Is ki wajah yeh hai ke is mein tamaam fazilatain aur barkatain maujood hain.